Wednesday, December 28, 2011

Hai pyar to musafir - shobha mudgal

http://www.youtube.com/watch?v=UmR6sDV4hpI

Kab aaye ..... Kab Jayee ..... kaha thahare ....... kya khaye
hai pyaar to musafir ...... marji se aaye jayeee...
naraaj hota hai ...... ukta jata hai.....
kaun jane kiskii.... batooon mai aata hai ....
bas utha hai  ..... chala jata hai ....
kitna koi rooke .. kitna samzayee....

hai pyaar to musafir......
marji se aaye jayeee .....

***-----change pitch -------*** ---- aalaaaaaaap----***

kabhi umra bhar intezaar karwaye  ...
kabhi darwaje pe kada muskyrayeee ....
gali gali shahar shahar tehelta rehta hai .....
na kuch sunta hai ... na kuch kahta hai ....
phir bhi baithe hai sab ... aaas lagayee....
kya pata kab iski... raaah mai aa jayeee ...

hai pyaar to musafir......
marji se aaye jayeee .....  ayeeeeeeee eee aaiyeee

***-----change pitch -------***

na rupya na paisa ... jo koi kamayeee ...
na sharbat na pani ... jo koi bahayee ...
na dhoop na battee... jo koi jalaye....
na rekha na kundali .. jo koi padayee...
na mandir na mazjid ... jo koi banaye....
man se he nikale ... aur man mai he samaye....

hai pyaar to musafir......
marji se aaye jayeee .....  ayeeeeeeee eee aaiyeee